Sunday, October 3, 2010

Monday, April 26, 2010

Love & war

Ye kya hai.
Ye kyun kisi par aa jata hai.Jab kisi par aa jaye to usi ke khabbon me khoya rahta hai.Usi ke bare me sochta hai.
Isa hi ek ladke ke shath hua.
Jab bhi ghar se bahar nikalta 1 ladki use ghura karti thi.
1 din us ladki ne ladke ko prapose kar diya,ladka chakkar mai pad gaya bola ye galat hai,tumhare ghar walon ko pata chalega to kya kahenge.